Aaj iss post ke help se hum log jaanenge ki telegram account delete kaise kiya jata hai wo ek dum abhi ka abhi to aaiye jaante hain.
What Is Telegram?
Telegram ek Messanger App jaisi whatsapp Facebook Messanger usi trah se telegram bhi hai telegram app kaafi useful hai iss app mei account bana kar aap social media pe iska link share kar sakte hain aur apne Telegram pe audience bana kar bahut kuchh kar sakte hain.
How To Delete Telegram Account instantly?
Waise kayi baar aapne telegram account ko delete karna chaha hoga par aap delete nahi kar paate hain wo bhi instantly delete karna chahte honge telegram app ke under aapko delete karne features mil jata hai par uska bhi terms hai jiske liye aapko one month ka setting lagana hoga aur aap jab telegram use nahi karenge 1 month tak to aapka telegram account delete ho jayega, par hame to abhi just delete karna hai to kaise karenge to chaliye jaante hain.
Sabse pehle apko apne mobile mei koi bhi browser ko open karna hai aur uske baad aapko search karna hai ” Telegram Account Delete ” No.1 par ye site dekhne ko mil jayega, agar aapko nahi mil raha hai to aap ispe click kar sakte hain delete telegram account jaise hi aap oos site ko open kar lenge.
Then aapko telegram account ka number dena hai uske baad ” NEXT” par click karenge jaise hi aap next karenge aapke telegram account pe kuchh code aayega aapko usi code ko enter kar dena hai aur enter karne ke baad just ” sign in ” Karenge aapka account instantly delete ho jayega. Jaise hi aap telegram app open karenge apka account waha se automatically hat jayega.
To aap isi tarah se telegram account delete kar sakte hain.