Tips and Tricks

How To Recharge Google Play Balance? 2022

How To Recharge Google Play Balance? 2022 Guys aaj iss post mei hum aapko batayenge ki aap google Play store mei google play balance kaise le sakte hain to aaiye jaante hai iss post mei.

What is google play balance?

Google play store google ka hi ek application hai jahan se aap bahut saare application install kar sakte hain lekin google play store mei aapko ek balance ka features dekhne ko milta hai iss balance se aap kisi bhi app ke under purchase kar sakte hain.Jaise ki agar aap pubg khelte hai aur aapko pubg mei UC purchase karna hai to google play store Balance se bhi kharid sakte hain oosi tarah se free mei diamond topup wagaira lena padta hai to aap google play store Balance ka pura pura use kar sakte hain.

How To Recharge Google Play Balance?

Ab baat yaha par ye bhi nikal kar aata hai ki google play store mei balance recharge kaise kar sakte hain waise google play store mei balance recharge karna koi hard kaam nahi hai bahut hi asaani se kar sakte hain apne mobile se hi.

Google Play Recharge App?

• Paytm
• Amazon Pay
• Google Pay
• Free Recharge
• Phonepe
• etc

To upar mei jo app bataya gaya hai aap iss app se bhi google pla Store ka Balance recharge kar sakte hain bahut hi simple hai aapke pass jo bhi method hai usse aap kar sakte hain.

To hum aapko paytm ke through google play recharge code kharid kar dikhayenge.

To aapko paytm app open karna hai paytm ke under search box dekhne ko milega usmei aapko search karna google play recharge aur aapke saamne google play balance recharge ka icon aa jayega uspe click karenge aur aapka jitna bhi add karna hai simply typ karenge lekin yaha pe apko ₹10 ya usse jyada ka add karna hai,

apna ammount enter karne ke baad add par click karenge agar aapke pass promo code hai to apply karke kuchh cashback bhi earn kar sakte hain fir uske baad aage badhenge ab yaha pe aapse payment ke liye kaha jayega to jisse bhi payment karna chahte hain to aap kar sakte hain.

Payment hone ke baad aapko ek redeem code diya jayega oos redeem code ko copy karna hai aur google play store app ko open karna hai aapka profile show ho jayega uspe click karenge jis bhi account pe google play balance lena hai oos account ko login karenge uske baad “payment and subscription” pe click karenge aur aapko redeem gift code ka option milega uspe click karenge aur aapko jo bhi redeem code mila tha purchase karne pe oosi code ko paste karke redeem karenge aur aape jitne rupay ka google play balance liya hoga wo aapko mil Jayega.

So jaisa ki guys jaisa ki aapne dekha ki kaise google play balance mei recharge kiya jata hai.

Tags:-

google play balance recharge kaise kare

how to recharge google play balance

google play balance recharge

Google play balance recharge 2021

how to recharge google play balance

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button