Tips and Tricks

How To Recover TikTok Video ? | TikTok Video Recover Kaise Kare ?

So guys mera naam hai perwez khan or aapka welcome hai mere iss website mei ( techperwez.com ) to guys aaj ke is article mei main aapko bataunga ki aap 2021 mei TikTok ka apna saara video recover kaise kar sakte hain without login ID and Password so iss post ko last tak padhe.

To guys sabse pehle aapko ye karna hai ki aapko apne phone mei VPN ki jarurat padegi isko install kar lena hain apne smartphone par. But usse pehle aapko ye jarur jaanna chahiye ki ye VPN kya hai?

What Is VPN ?

VPN ka full form hota hai ( virtual private network ) vpn se hum log apne device ka IP address aur server change kar sakte hain. Agar koi site ban hota hai kisi server pe to hum vpn ke help se hum ban site ko v use kar sakte hain. So jaisa ki aapko pata hog ki TikTok india mei ban ho chuka hai to aap VPN se tiktok chala sakte hain.

Aap chaahe to koi bhi VPN apne smartphone pe Install kar sakte hain maine aapko link diya hai oos link se aap VPN install kar le smartphone pe.

Aap chaahe to mera Youtube Video dekh sakte hain link niche available hai.

Step 1.

Open Secure VPN app

Step 2.

Accep Terms And Service

Step 3.

Ab aapko right side mei ek location wala icon milega uspe click karna hai.

Step 4.

Uske baad aapko kayi saare country milega to aapke india chhod ke kisi dusre country pe select kar dena hai.

Step 5.

Allow

Step 6.

Uske baad aapko free server with ad per click karna hai.

TikTok Video Recover Kaise Kare ?

So guys aapko simply apne phone pe chrome browser open karna hai uske baad type karna Tiktok.com/@username aapke tiktok pe jo bhi username hoga usko enter karna hai. Jaise ki mere tiktok ka username hai ( @perwezkhanaryan ) to aapko google pe typ karna hai tiktok.com/@perwezkhanaryan so isi tarah se search karna hai.

Yaad rahe guys VPN aapke mobile se connect jarur hona chahiye nahi to site open hi nahi hoga aapke smartphone pe.

Uske baad aapka tiktok ID open ho jayega aapke screen pe aur aapne jitne bhi tiktok video upload kiye honge wo saara tiktok video show ho Jayega.

Ab aapko jo bhi video recover karna hai yaani ki save karna hai to aapko oosi video pe click karenge. Uske baad aapka tiktok video play hone lagega so aapko wahi pe ek share icon dikhega uspe click karke link copy kar lenge.

Uske baad aap apne chrome browser pe new tab open karenge aur search tiktok video downloader. Waise maine link de diya hai aap oos link pe jaa kar bhi tiktok video recover kar sakte hain.

Click Here To Recover TikTok Video

Uske baad aapko link open karna hai aur aapne jo tiktok video ka link copy kiya tha iss site mei paste kar denge. Uske baad download pe click karenge yaha pe aapko 3 option milega download karne ka.

To aapko server 1 pe click kar ke apna tiktok video download kar sakte hain waise aap 3 server se bhi apna tiktok video recover kar sakte hain.

so jaisa ki guys aapne jaana aaj iss post mei ki aap tiktok video recover kaise karte hain so agar aapko ye post achha laga ho to iss post ko apne family and friends ke sath share jarur karen aur mere website ka notification bell ON jarur kar le aisi tricks ke liye.

You May Like:-

#how_to_recover_tiktok_video

how to recover tiktok video | tiktok video recover kaise kare | how to recover tiktok video after ban in india | recover old tiktok video

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button