Instagram New Update Settings And Privacy Explained In Hindi
Instagram New Update Settings And Privacy Explained In Hindi so hey guys kaise ho aap sab hope karta hun sabhi mast honge, so aaj hum aapko batayenge instagram ka sabhi new update settings and privacy so janne ke liye article ko complete read karen.
Basically instagram mei new update aane ke baad settings and privacy design hai wo change ho gaya hai jiski wajah se usme bahut se aise settings hai jo enable karne mei bahut se problem ho rahe hain to aaj ke isi article mei hum aapko bahut se settings and privacy batayenge jise aap asani se kar sakenge.
Instagram New Update Settings And Privacy
So guys yaha par hum wahi settings explained karenge jo ki most useful hai aur jo jyadatar log settings karte hain apne instagram par chaliye jaante hain sabhi usefult settings ko.
Instagram Password Reset Kaise Kare
Pehle instagram mei aap password bahut hi easily reset kar paate the lekin abhi new update mei option change kar diya gya hai. Instagram password reset karne ke liye aapko instagram app mei jana hai uske baad 3 line par click karenge aur settings privacy par click karenge.
Then accounts centre par click karenge 4th option par password and security ka option milega uspe click karenge aur change password par click karke password reset kar lenge is tarah se aap instagram ka password resete kaise kare kar sakte hain.
Disable Instagram Show Activity Status
instagram par aapko show activity status milta hai jisse disable karke aap apna active status hide kar sakte hain means apna last seen hide kar sakte hain, so instagram par activity status hide karne ke liye instagram account par jayenge uske baad settings and privacy par jayenge aur messages and story replies par click karenge.
Then sabse last mei show activity status option show hoga uspe click karenge agar ye enable hoga to ise disable kar denge ab isko disbale karne ke baad ab aapka last seen aur online status show nahi hoga kisi bhi instagram user ko.
Instagram you’ve Liked This Post Settings
Instagram par hum kaafi likes commenst karte hain post ho video ho ya reels video par kaise pata chale kis kis post ko humne like comments kiya hai wo dekhne ke liye instagram open karenge uske baad aap apne profile par ayenge then 3 line par click karenge Your Activity par click karenge uske baad 3rd number par INTERACTIONS par click karenge yaha se likes, comments sab kuchh dekh sakte hain.
Instagram Login Activity
Instagram login activity se hum ye dekh sakte hain ki humne kaha kaha par instagram account ko login kar rakha hai taaki hum safe rahe login activity setting mei jaane ke liye instagram ke settings and privacy par aayenge 1st option Accounts Centre par click karenge.
Password and Security par click karenge Where you’re logged in par click karenge uske baad aap dekh sakte hain ki aapka instagram account kaha kaha login jisko click karke logout kar sakte hain.
Instagram Dark Mode Setting
how to enable dark mode in instagram by the way pehle jo dark mode enable karte the wo system default hota tha but ab aapko system ke through nahi karenge balke iska seperate dark mode setting aya hai instagram par dark mode enable kaise kare instagram par.
instagram dark mode enable karne ke liye fir se instagram settings and privacy par jayenge aur sabse bottom mei scroll karenge aur accessbility par click karenge aur dark mode ka option show hoga uspe click karke instagram dark mode enable kar sakte hain.
Buy Instagram Followers In Low Price: Read Here