Youtube Subscribers Kaise Badhaye, So high guys kaise ho aap sab hope karta hun aap sab mast honge main bhi ek dum mast hun. So guys aaj iss post mei hum aapko batayenge youtube channel par subscribers kaise badhaye. Agar aapne abhi abhi naya channel banaya hai aur aap apne youtube channel par subscribers badhana chahte hain so iss post ko end tak read jarur kariyega.
Agar aapka youtube channel new ho ya fir old hai but aapke youtube channel pe subscribers bilkul bhi nahi aa rahe hain so aap mere bataye gaye tricks se apne youtube channel pe susbcribers increase kar sakte hain so aaiye jaante hain iss post mei youtube subscribers kaise badhaye?
By the way youtube channel par subscribers kaise badhaye ye tricks aapko internet par bhar bhar ke mil jata hai but hum jo tricks batane waale hain. iss post iss tricks se aap 101% subscribers increase kar sakte hain wo bhi instant. And aapko baar baar search bhi nahi karna padega youtube channel subscribers kaise badhaye.
How To Increase Subscribers On Youtube?
Youtube channel subscribers badhane ke liye bottom mei kuchh steps bataya gaya hai aap ise follow karen iss aap apne youtube channel par subscribers increase kar sakte hain bahut simple and easy hai.
Youtube Subscribers Kaise Badhaye?
Agar aap youtube channel par subscribers badhana chahte hain instant then aapko main ek website ke thrrough subscribers badhane ka process batane wala hun. So guys hum jo website ke through subscribers kaise badhaye batayenge ye working hai aur aap jab chahe tab subscribers increase kar sakte hain.
Follow This Steps To Get Youtube Subscribers Fast.
Step1- Youtube subscribers badhane ke liye aapko downside ke button diya gaya youtube subscribers ka just aapko uspar click kar dena hai and usko kisi bhi browser pe open kar lena hai.
Step2- Then jab site open ho jaye ab aapko apne youtube channel ka url enter karna hai jaisa ki dow side image mei dikhaya gaya hai.
Step3- Ab aapko apne youtube channel url enter karne ke baad search channel par click karna hai now aapka channel aapke screen par aa jayega.
Step4- Click on earn credits and follow step 5
Step5- Now aapke screen par like and subscribe ke liye kaha jayega jaha pe aapko 1 like karne par 1 credits milega wahi pe 1 subscribe karne par 2 credits milega. And isi credits se aap youtube par subscribers badha sakte hain.
Now click on Like button so jaise hi aap like ke button par click karenge ye aapko ek dusre page par le jaayega wah pe aapko ek option milega tap here then aapko us par click kar dena hai.
Ab aapko tap here do like/follow par click karna hai ab yaha se ye aapko youtube par le jayega and video like karne ko kahega aapko uss video ko like kar dena hai now aapko 1 credits mil jayega. So isi tarah se subscribe karne kahega same to same follow karna hai.
And aapko isi tarah se credits kar lena hai jab aapke account mei dher sara credit ho jayega then aapko boost channel par click kar dena hai jaisa ki aapko niche image mei show ho raha hoga.
and ab aapko jitna bhi credits hua hai usme se subscribers badhane ke liye aapko 1 subscribers ke 2 credits dene honge agar aapke account mei 50 credits ho gaya hai to aapko 50 credits se subscribers badhana hai to aapko 25 subscribers milenge.
Now apna credits number de kar add promotion par click karna hai and aapko kuchh time tak wait karna hai aapke youtube channel par subscribers badhne start ho jayenge. So guys aap isi tarah se apne channel par starting mei subscribers gain kar sakte hain. So agar aapke channel par subscribers nahi aa rahe hain to aap yaha se thoda bahut susbcribers increase kar sakte hain taaki jo log naye hain aapke channel par wo aapke subscribers dekh kar wo bhi subscribe kar le.
Because jab aapke channel par subscribers jyada hota hai tab log unhe bhi subscribe karte hain. Hope karta hun post aapko kaafi pasand aaya hoga agar ye post pasand aaye to family and friends ke sath share jarur karen taaki unhe bhi pata chal sake ki youtube subscribers kaise badhaye.